Teri Yaadein
Meri tanhaiyon ki gawah hain teri yaadein
tu to na aayi par aksar aati hain teri yaadein
rota hun main jab tujhe yaad karke
paas hoti hain mere teri yaadein
neend aati nahi jab mujhko
paas chali aati hain mere teri yaadein
saath dene ka wada kiya tha tune
par saath nibha rahi hain teri yaadein
tu to bewafa nikli...wafa nibha rahi hain teri yaadein
Meri tanhaiyon ki gawah hain teri yaadein...
Buhat Tamna Thi Pyaar Main Aashiyana Bananay Ki
Bana Chukhay Tu Lag Gaye Nazar Zamanay Ki
Aallways Remember Me In Ur Hart
Create a free website at Webs.com